LYRIC

Aaj Babua Bhaye Kotwal Lyrics from the movie, Mahaadev. This song is sung by S. Janaki, & Mohammed Aziz. Music composition by Ilaiyaraaja with lyrics inscribed by Farooq Qaiser,Gulshan Bawra. The soundtrack album is released under Shemaroo Filmi Gaane label.

aaj babua bhaye kotwal aaj babua bhaye kotwal
ab dar kahe ka ab dar kahe ka
dar kahe ka ab dar kahe ka

nache gaye nache gaye nache gaye machaye dhamal
nache gaye machaye dhamal ab dar kahe ka
ab dar kahe ka ab dar kahe ka
dar kahe ka ab dar kahe ka

janam janam ka sath hai apna
ek hai manjil ek hai sapna
janam janam ka sath hai apna
ek hai manjil ek hai sapna
ek hai manjil ek hai sapna
hamsafar mil gaye bemisal
hamsafar mil gaye bemisal
ab dar kahe ka ab dar kahe ka
dar kahe ka ab dar kahe ka

saach ko koi aanch nahi hai
faisla sabka hona wahi hai
faisla sabka hona wahi hai
saach ko koi aanch nahi hai
faisla sabka hona wahi hai
faisla sabka hona wahi hai
mahadev aa mahadev rakhega khyal
mahadev rakhega khyal
dar kahe ka ab dar kahe ka
dar kahe ka ab dar kahe ka
aaj babua bhaye kotwal
aaj babua bhaye kotwal
ab dar kahe ka ab dar kahe ka
dar kahe ka ab dar kahe ka
dar kahe ka ab dar kahe ka
dar kahe ka ab dar kahe ka


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO