LYRIC

Aadmi Azaad Hai Lyrics from the movie, Welcome to Sajjanpur. This song is sung by Kailash Kher. Music composition by Shantanu Moitra with lyrics inscribed by Swanand Kirkire. The soundtrack album is released under T-Series label.

aadami aazad hai, desh bhi swatantra hai
raaja gaye raani gayi abb toh prajatantra hai

jan ke liye, jan ke dwara, janta ka raaj hai
prajatantra sabse bada, hum sbko naaz hai
jan ke liye, jan ke dwara, janata ka raaj hai
prajatantra sabse bada, hum sbko naaz hai
vote chhota sa magar shakti mein anant hai
abb toh prajatantra hai abb toh prajatantra hai
aadami aazad hai, desh bhi swatantra hai
vote chhota sa magar shakti mein anant hai
abb toh prajatantra hai abb toh prajatantra hai
aadami aazad hai jheeni jheeni jheeni jheeni re
aadami aazad hai, desh bhi swatantra hai

khil rahi thi kali kali, mehki thi har gali
aap tabhi saanp huye, hum ho gaye chipkali
khil rahi thi kali kali, mehke thi gali gali
aap tabhi saanp huye, hum ho gaye chipkali
satta ki yeh bhuk vikat, aaj hai na ant hai
abb toh prajatantra hai abb toh prajatantra hai
aadami aazaad hai
satta ki yeh bhuk vikat, aaj hai na ant hai
abb toh prajatantra hai, abb toh prajatantra hai
jheeni jheeni jheeni jheeni re jheeni jheeni jheeni jheeni re

arre jiski laathi usaki bhains, saanp ne bana diya
hey note ki khan khan sunake vote ko gunga kiya
arre jiski laathi usaki bhains, saanp ne bana diya
hey note ki khan khan sunaake vote ko gunga kiya
party fund yag kund ghotala mantr hai
abb toh prajatantra hai abb toh prajatantra hai
aadami aazad hai
party fund yag kund ghotala mantr hai
abb toh prajatantra hai abb toh prajatantra hai
aadami aazad hai jheeni jheeni jheeni jheeni
desh bhi swatantra hai jheeni jheeni jheeni jheeni
raaja gaye raani gayi abb toh prajatantra hai
raaja gaye raani gayi abb toh prajatantra hai


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO