LYRIC

The song Aa Tere Kano Mein Keh Du is from the movie Khawaja Ki Diwani. It is sung by Mahendra Kapoor and composed by Iqbal Qureshi. The lyrics are written by Naseem Ajmeri. H.M.V. released the soundtrack album for the movie.

aa tere kaano mein keh du
aa tere kaano mein keh du
aa tere kaano mein keh du
aa tere kaano mein keh du
jo mera dil keh raha hai
jo mera dil keh raha hai
aa tere kaano mein keh du
aa tere kaano mein keh du

teri nazar ya mera dil
mera dil ya teri nazar
teri nazar ya mera dil
mera dil ya teri nazar
kaun jeeta kaun haara
kaun haara kaun jeeta
kaun jeeta kaun haara
kaun haara kaun jeeta
aaj ki shab faisala hai
aaj ki shab faisala hai
aa tere kaano mein keh du
aa tere kaano mein keh du

meri wafaa ya teri adaa
teri adaa ya meri wafaa
meri wafaa ya teri adaa
teri adaa ya meri wafaa
kisme kitna hausala hai
hausala hai hausala hai
kisme kitna hausala hai
hausala hai hausala hai
aaj ki shab faisala hai
aaj ki shab faisala hai
aaj ki shab faisala hai
aaj ki shab faisala hai


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO