LYRIC

The song Yaar Badal Na Jaana is from the movie Talaash: The Hunt Begins. It is sung by Alka Yagnik, & Udit Narayan and composed by Sanjeev Darshan. The lyrics are written by Sameer Anjaan. Venus released the soundtrack album for the movie.

armaano ke iss gulshan me
tum aaye ho saawan ki tarah
yaar badal na jaana mausam ki tarah
o mere yaar badal na jaana mausam ki tarah
tum kya jaano mere dil me
tum rehati ho dhadkan ki tarah
yaar badal naa jana mausam ki tarah

saagar ke sang lehar kiran
suraj ke saath me chalati hain
shama hamesha parwaane ki
chaahat me hi jalati hai
ho phul me khushabu rehti hain
aur seep me moti rehta hain
tera mera hoga milan, dharati se ambar kehata hai
mere hontho pe rehna har dam
saazo me chhupi sargam ki tarah
yaar badal naa jana mausam ki tarah

milke juda ab hone se
dil kyun darta hain khone se
ha milke juda ab hone se
dil kyun darta hain khone se
mai tere saath me ab rahunga sada
maine li hai kasam hain mera faisala
aakhari saas tak ham na honge juda
yaar badal naa jana mausam ki tarah
o mere yaar badal naa jana mausam ki tarah

tum kya jaano mere dil me
tum rehati ho dhadkan ki tarah
yaar badal naa jana mausam ki tarah
o mere yaar badal naa jana mausam ki tarah
sarkaar badal na jaana mausam ki tarah
dekho yaar badal na jaana mausam ki tarah


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO