LYRIC

The song Tu Hi Na Jaane is from the movie Azhar. It is sung by Sonu Nigam, & Prakriti Kakar and composed by Amaal Mallik. The lyrics are written by Kumaar. T-Series released the soundtrack album for the movie.

Samandar Se Zyada Meri Aankhon Mein Aansu
Jaane Ye Khuda Bhi Hai Aisa Kyun
Samandar Se Zyada Meri Aankhon Mein Aansu
Jaane Ye Khuda Bhi Hai Aisa Kyun

Tujhko Hi Aaye Na Khayal Mera
Patta Patta Jaanta Hai
Ik Tu Hi Na Jaane Haal Mera
Patta Patta Jaanta Hai
Ik Tu Hi Na Jaane Haal Mera

Nit-Din Nit-Din Roiyan Main
Sonh Rabb Di Na Soiyan Main
Ik Tere Piche Maahi
Saavan Diyan Ruttan Khoiyan Main

Nit-Din Nit-Din Roiyan Main
Sonh Rabb Di Na Soiyan Main
Ik Tere Piche Maahi
Saavan Diyan Ruttan Khoiyan Main

Dil Ne Dhadkano Ko Hi Tod Diya
Toota Hua Seene Mein Chhod Diya

Ho Dil Ne Dhadkano Ko Hi Tod Diya
Toota Hua Seene Mein Chhod Diya

Khushiyan Le Gayaa
Dard Kitne De Gayaa
Ye Pyaar Teraa

Patta Patta Jaanta Hai
Ik Tu Hi Na Jaane Haal Mera
Patta Patta Jaanta Hai
Ik Tu Hi Na Jaane Haal Mera

Mere Hisse Aayi Teri Parchhaiyan
Likhi Thi Laqeeron Mein Tanhaiyan
Haan Mere Hisse Aayi Teri Parchhaiyan
Likhi Thi Lakeeron Mein Tanhaiyan

Haan Karun Tujhe Yaad Main
Hai Tere Baad Intezaar Tera
Patta Patta Jaanta Hai
Ik Tu Hi Na Jaane Haal Mera
Patta Patta Jaanta Hai
Ik Tu Hi Na Jaane Haal Mera

Haal Mera


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO