LYRIC

The song Toofaani Hawa is from the movie Ishqeria. It is sung by Papon and composed by Papon. The lyrics are written by Protiqe Majumder. T-Series released the soundtrack album for the movie.

toofuni tufani hawa badlegi paani hawa
nayi nayi nayi hawa kar jayegi kuch yahi hawa
sara jahan hamara sare jahan se achchha
kya chahiye hume ye bata jungle parwat honge
sagar nadiyan hongi hum to hain tufani hawa
humme pahre jaruka to ye tufani jhoka
kar jayenge rahi kuch naya
sara jahan hamara sare jahan se achchha
kya chahiye hume ye bata

seer hai na pair going no where
soch hai sochu to patte hai sukhe khayal
bante hai sau sawal koi puchho to
jab bhi kuch bigde to hi kuch bane
hum to bigde hi hai to ab kuch bane naya
sara jahan hamara yahan wahan hamara
bahte hai hum tufani hawa
tufani tufani hawa udayegi jawani hawa
nayi nayi nayi hawa gum ke aagayi wahi hawa

har din seedhiyon pe why see then juul
like it wasn t school
nayi hai life nayi hai give her a look
just don t go by the book
dil hai mera mera hi rahe
chahe to kuch din udhar pe laga

dil dubara humara tute kabhi to yara
phir dekho na tufani hawa
tufani tufani hawa badlegi pani hawa
tufani toofaani hawa phir se aagayi wahi hawa


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO