LYRIC
The song Tabaah Ho Gaye is from the movie Kalank. It is sung by Shreya Ghoshal and composed by Pritam. The lyrics are written by Amitabh Bhattacharya. Zee Music Company released the soundtrack album for the movie.
Di Nahi Dua Bhale
Na Di Kabhi Baddua
Na Khafa Huey
Na Hum Huey Kabhi Bewafa
Tum Magar Bewafa Ho Gaye
Kyun Khafa Ho Gaye
Ke Tumse Juda Hoke Hum
Tabaah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye
Phir Akhiyan Mein Preet Ki Teri
Reet Jaga Jaana
Mohey Chhod Ke Jaane Ki Khatir
Hi Laut Ke Aa Jana
Phir Akhiyan Mein Preet Ki Teri
Reet Jaga Jaana
Mohey Chhod Ke Jaane Ki Khatir
Hi Laut Ke Aa Jana
Haan Ghair Ke Humnawa Ho Gaye
Kyun Khafa Ho Gaye
Ke Tumse Juda Hoke Hum
Tabaah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye
Haan Sajde Mein Humne Maanga Tha
Umar Bhi Humari Lag Jaaye Tumko
Khud Se Hi Tauba Karte The
Nazar Na Humari Lag Jaaye Tumko
Haan Sajde Mein Humne Maanga Tha
Umar Bhi Humari Lag Jaaye Tumko
Khud Se Hi Tauba Karte The
Nazar Na Humari Lag Jaaye Tumko
Hum Magar Aa Hum Magar Na Gawara
Tumhe Kis Tarah Tumhe Ho Gaye
Ke Tumse Juda Hoke Hum
Tabaah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye