LYRIC
The song Suraiyya is from the movie Thugs of Hindostan. It is sung by Shreya Ghoshal, & Vishal Dadlani and composed by Ajay–Atul. The lyrics are written by Amitabh Bhattacharya. YRF Music released the soundtrack album for the movie.
Tu Hai Sautan Name Ki
Pathshala Prem Ki
Hum Anghuta Chhap Imtehaan Legi Kya
Tu Hai Sautan Name Ki
Pathshala Prem Ki
Hum Anghuta Chhap Imtehaan Legi Kya
Dhadkano Ki Chaal Pe
Ishq Hai Har Taal Pe
Le Chuki Aalaap
Uspe Naam Legi Kya
Suraiyya Jaan Legi Kya
Suraiyya Jaan Legi Kya
Suraiyya Bas Kar Bas Kar Yaar
Suraiyya Jaan Legi Kya
Suraiyya Jaan Meri Jaan Meri Jaan Legi Kya
Suraiyya Jaan Legi Kya
Haaye Ghar Suraiyya Jaan Ke
Sir Jhuka Ke Aaye Ho
De Chuki Hai Darshan Ab Parshaad Degi Kya
Ghar Suraiyya Jaan Ke
Sir Jhuka Ke Aaye Ho
De Chuki Hai Darshan Ab Parshaad Degi Kya
Sabka Dil Behla Huki
Thumriya Bhi Gaa Chuki
Baand Ke Ab Saath Mein Alaap Degi Kya
Suraiyya Jaan Degi Kya
Suraiyya Bas Kar Bas Kar Yaar
Suraiyya Jaan Legi Kya
Suraiyya Jaan Meri Jaan Meri Jaan Legi Kya
Nahi Toh Jaan Degi Kya
Haaye Meri Nazron Mein
Sab Ek Hai
Meri Nazron Mein Sab Ek Hai
Kya General Kya Sipahiya
Sab Ke Dil Mein Khushfehmi Hai
Wo Hi Hai Mera Saiyaan
Do Pal Ki Gusthaki Toh
Haste Haste Deti Hai
Mohabbat Ka Darja Suraiyya
Are Are Are
Kal Ko Upar Jaana Hai
Jake Muh Dikhana Hai
Thoda Toh Sudhar Ja Suraiyya
Aare Kuch Bhi Kar Suraiyya
Rabb Se Darr Suraiyya
Hai Dil Tera Ya Paththar Suraiyya
Saari Jaydaat Aur Mehakmein
Likh Diye Hai Inhone Tere Hakk Mai
Inn Thago Se Inn Thago Se Inn Thago Se
Ab Tu Hindustan Legi Kya
Suraiyya Jaan Legi Haan!