LYRIC

The song Shukriya Hai is from the movie Chatrapathi. It is sung by Ash King, & Palak Muchhal and composed by Tanishk Bagchi. The lyrics are written by Mayur Puri. Times Music released the soundtrack album for the movie.

Sona sona dil ka kona kona hua
Jo hua tere rubaru
Jo na hona tha woh jaane kyun ho gaya
Ho gaya jahaan hubabhu
Tu mili toh laga khaamakha bewajah
Dil mera yuh hi dhadka kiya
Shukriya
Teh-e-dil se shukriya
Ha tune dil chhua hai
Dil ne ki dua hai
Tera shukriya
Teh-e-dil se shukriya
Haa dil ne ki dua hai
Tera shukriya hai
Tera shukriya
Aaj hi ha mile aaji hi
Aaj hi tumhi se pyaar ho gaya
Aakhri ha meri tu aakhri
Saans pe bhi naam hai likha tera
Aur hai pyaar kya bas yahi hai pata
Pyaar mein jo mita woh jiya
Shukriya
Teh-e-dil se shukriya
Ha tune dil chhua hai
Dil ne ki dua hai
Tera shukriya
Teh-e-dil se shukriya
Haa dil ne ki dua hai
Tera shukriya hai
Tera shukriya
Saamne aaj hai yeh saamne
Saamne hai meri jannatein meri
Thaame le tu agar jo thaam le
Haath mein hazaar mannatein meri
Aasman yeh mera raazdaan bann gaya
Naam jo tera labon ne le liya
Shukriya
Teh-e-dil se shukriya
Ha tune dil chhua hai
Dil ne ki dua hai
Tera shukriya, hai dil se shukriya
Haa dil ne ki dua hai
Tera shukriya hai
Tera shukriya


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO