LYRIC

The song Poori Qaaynaat is from the movie Poorna: Courage Has No Limit. It is sung by Raj Pandit , & Vishal Dadlani and composed by Salim–Sulaiman. The lyrics are written by Amitabh Bhattacharya. Zee Music Company released the soundtrack album for the movie.

Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Sawalo Ka Jawab Kudh Hai Tu Hi,
Tu Hii
Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Sawalo Ka Jawab Kudh Hai Tu Hi,
Tu Hii

Chaahe Talaashein Gehraayiyaan,
Samandaron Ki Saari,
Chand Sitaaron Suraj Ki,
Chaahe Naap Aaye Doori,
Apne Hi Ander Tu Hi Jaane

Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Sawalo Ka Jawab Kudh Hai Tu Hi,
Tu Hii
Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Sawalo Ka Jawab Kudh Hai Tu Hi,
Tu Hii

Falsafa Hai Falsafa Hai Zindagi Ka Yahin,
Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Sawaalo Ka Jawaab Khud Hai Tu Hi,
Tu Hii

Baawle Bande Paida Jahan Mein Tu Hua Hai,
Soch Raha Hai Tere Janam Ka Mool Arth Kya Hai,
Har Kami Dhoondhe Tu Apne Hi Ander,
Toh Jaane

Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin,
Sawalo Ka Jawab Kudh Hai Tu Hi,
Tu Hii

Sawalo Ka Jawab Kudh Hai Tu Hi,
Tu Hii
Hai Poori Qaaynaat Tujhme Kahin


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO