LYRIC

The song One Rupee Ten Rupees is from the movie Bahut Hua Samman. It is sung by Bappi Lahiri and composed by Usha Mangeshkar, Chandrani Mukherjee & Shailendra Singh. The lyrics are written by Indeewar. Saregama released the soundtrack album for the movie.

Om bhakti rupee shakti rupee
Mukti rupee one rupee
Ten rupee
Hundred rupee
Thousand rupee
Om shanti om shanti om shanti
Shanti shanti shanti

Ho jiske paas hai dolat
Uski jahan mein hai izzat
Uske liye haseena uske liye mohabbat

Ho jiske paas hai dolat
Uski jahan mein hai izzat
Uske liye haseena uske liye mohabbat

Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki

Ho jiske paas hai dolat
Uski jahan mein hai izzat
Uske liye haseena uske liye mohabbat

He jiske paas hai dolat uski jahan mein hai izzat
Uske liye haseena uske liye mohabbat

Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki

Vishnu bhagwan ko bhi to lakshmi lagti hai pyare
Dhanwano ke kadmo pe jhukti hai duniya saari

Daulat wala kahe to jannat ka dwar khulega
Chahe dhanwaan agar to aake bhagwan milega
Daulat wala kahe to jannat ka dwar khulega
Chahe dhanwaan agar to aake bhagwan milega

Abhimaan me tum daulat ke insan ko youn na girao
Daulat ki pooja kar ke bhagwan ko youn na girao
Abhimaan me tum daulat ke insan ko youn na girao
Daulat ki pooja kar ke bhagwan ko youn na girao

Ho kahte hai jisko mehnat naam uski ka kismat
Taaj aur ajanta mehnat ki hi moorat
Duniya mehnat walo ko
Ye duniya mehnat waalo ki
Duniya mehnat waalo ki
Ye duniya mehnat waalo ki

Ho kahte hai jisko mehnat naam uski ka kismat
Taaj aur ajanta mehnat ki hi moorat
Duniya mehnat walo ko
Ye duniya mehnat waalo ki

Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki

Ho Duniya mehnat walo ko
Ye duniya mehnat waalo ki

Om bhakti rupee shakti rupee
Mukti rupee one rupee
Ten rupee
Hundred rupee
Thousand rupee
Shanti shanti shanti..

Nirdhan seva ke liye hain seva karte rahenge
Haa dhanwano ki chokhat pe maatha ragadte hi rahenge

Pee peekar khoon hamar daulat wale akde hain
Mehnat ki buniyadon par daulat ke mahal khade hain
Pee peekar khoon hamar daulat wale akde hain
Mehnat ki buniyadon par daulat ke mahal khade hain

Saare kalkaar aane dhanwano ne banaye
Agar dhanwan na ho kaun roti khilaye
Saare kalkaar aane dhnwano ne banaye
Agar dhanwan na ho kaun roti khilaye

Kaha se aayegi rooti jo hum na hal chalaye
Kaha se aayega kapda jo hum mill na chalaye
Daulat wale khate hai mehnat waalo ki kamai
Hum ne dhanwan banaye humko hi aankh dikhai

Duniya mehnat walo ko
Ye duniya mehnat waalo ki
Duniya mehnat waalo ki
Ye duniya mehnat waalo ki
Kahte hai jisko mehnat naam uski ka kismat
Taaj aur ajanta mehnat ki hi moorat

Jiske paas hai dolat uski jahan mein hai izzat
Uske liye haseena uske liye mohabbat

Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Duniya mehnat walo ki
Ye duniya mehnat walo ki.


Added by

Rahul Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO