LYRIC

The song Nikat is from the movie Kill. It is sung by Rekha Bhardwaj and composed by Haroon-Gavin. The lyrics are written by Siddhant Kaushal. Sony Music India released the soundtrack album for the movie.

Hmm
Jhooth Hoga Jo Main Na Kahoon
Pyaar Mein Pyaar Mein Main Hoon

Hmm
Rooth Ke Bhi Main Teri Rahoon
Pyaar Mein Main Rahoon

Na Jaane Kab Tera Hua Asar Beliya
Dagar Teri Aave Yeh Jiya Nidar Beliya

Nikat Tere Aaiyaan Sajan Laaiyaan Laaiyaan

Bachne Ka Koi Na Aasaar Ve
Jhalli Ho Gayi Jhalli Ho Gayi Tere Pyaar Mein
Dillagi Nahin Hai Mere Yaar Yeh
Sachi Sachi Ishq Sachi Be Shumaar Ve

Naam Judey Yeh Tera Hi Mujhse
Main Kahoon Aur Kya
Na Jaane Kab Se Tu Hua Shajar Beliya
Dagar Teri Aave Yeh Jiya Nidar Beliya

Nikat Tere Aaiyaan Sajan Laaiyaan Laaiyaan
Nikat Tere Aaiyaan Sajan Laaiyaan Laaiyaan
Nikat Tere Aaiyaan Sajan Laaiyaan Laaiyaan
Nikat Tere Aaiyaan Sajan Laaiyaan Laaiyaan

Nikat Tere Aaiyaan Sajan Laaiyaan Laaiyaan
Nikat Tere Aaiyaan Sajan Laaiyaan Laaiyaan

Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO