LYRIC
The song Meri Gali Mein Aaya Chor is from the movie Dharti. It is sung by Lata Mangeshkar and composed by Shankar-Jaikishan. The lyrics are written by Rajendra Krishan. Saregama released the soundtrack album for the movie.
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor
Dil ko chura ker bhaga
Mere dil ko chura ker bhaga
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor
Dil ko chura ker bhaga
Mere dil ko chura ker bhaga
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor
Pahale usne aa ker pakadi
Mori baiya jora jori
Baiya jora jori
Lakh duhai di par
Ek nahi mani mori
Ek nahi mani mori
Hatha payi kya karti
Chup na rahati to marti
Bebas ka kya jhor
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor
Dil ko chura ker bhaga
Mere dil ko chura ker bhaga
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor
Kaise karu sikayat uski
Darr laage badnami se
Darr laage badnami se
Mar jaungi khabardar ki
Roj baroj ki gulami se
Roj baroj ki gulami se
Sare jag se kya kahana
Acha hai barme chup rahana
Kahe karna shor
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor
Dil ko chura ker bhaga
Mere dil ko chura ker bhaga
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor
Jisne chori ki hai ab wo
Chain se hai rahane wala
Jo karta hai wo barta hai
Kah gaya ye kahane wala
Ek din wo pachtayega
Dhoda dhoda aayega
Chor ko pad gaya mor
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor
Dil ko chura ker bhaga
Mere dil ko chura ker bhaga
Meri gali mein aaya chor
Tan ka chor mann ka chor.