LYRIC

The song Kudrat Ne Baksha is from the movie Dil Pardesi Ho Gayaa. It is sung by Udit Narayan, & Sunidhi Chauhan and composed by Usha Khanna. The lyrics are written by Saawan Kumar Tak. Shemaroo Entertainment released the soundtrack album for the movie.

kudrat ne bakhsha tha humko ek hasin jahan
tukde tukde kar dala kyun tune insan
kahin banaya amrika, kahin pe hindustan
kahin peh rashiya, kahin peh europe, kahin peh pakistan
aao aao aao milkar banayen aman ka aisa ek makam
aao milkar banayen aman ka aisa ek makam
jis me rahe insaniyat aur rahe insan
aa aa aa aa aa aa


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO