LYRIC
Ke Hum Jo Kaam Karte Hai Woh Khule Aam Karte Hai Lyrics from the movie, Muqaddar Ka Faisla. This song is sung by Kishore Kumar. Music composition by Bappi Lahiri with lyrics inscribed by Anjaan. The soundtrack album is released under Shemaroo label.
bol bol siyapati ramchandar ki jai
ram naam ki lut hai lut sake to lut
ant samay pachhtayega jab pran jayege chhut
koi lute ya na lute hum lut ke rahege
jo tale jo tale kabhi na tute vo tut ke rahenge
ke hum jo kam karte hai wo khule aam karte hai
na jane duniya wale kyu hume badnaam karte hai

chalti chakki dekh ke jiya kabira roye
hum do patan ke bich me sabut bacha na koi
arey sab humko lalu kahe panju kahe na koi
jo humko panju kahe vo khud vo khud ullu lalu hoye
ke hum jo kam karte hai wo khule aam karte hai
na jane duniya wale kyu hume badnaam karte hai
ke hum jo kam karte hai wo khule aam karte hai
na jane duniya wale kyu hume badnaam karte hai
chitarkut ke ghat par arey chup ullu ki dum
mitarkut ke ghat par bhai choran ki bhid
charan das chandan ghise chandan ghise tilak kare rangin
fokat ka chandan ghis mere lalu
ghis mere lalu fokhat ka chandan
tir sada vo mariye kah gaye pir fakir
dekhan me chote lage ghav kare ghambir are ghav kare ghambir
ke hum jo kam karte hai wo khule aam karte hai
na jane duniya wale kyu hume badnaam karte hai
ke hum jo kam karte hai wo khule aam karte hai
na jane duniya wale kyu hume badnaam karte hai
sanch barabar tap jinke hriday jhut hai
va ke hriday aap ek ek ko tol ke aisa denge nap
jo samjhe beta hume arey hum hai unke bap
ke hum jo kam karte hai wo khule aam karte hai
na jane duniya wale kyu hume badnaam karte hai
ke hum jo kam karte hai wo khule aam karte hai
na jane duniya wale kyu hume badnaam karte hai
guriu chle bekunth ko chela kahe bulaye
guriu chle bekunth ko chela kahe bulaye
yaha tambaku khaye lo waha tambaku na aaye