LYRIC
The song Jaal Bichhe Hain Nigahon Ke is from the movie Himmat. It is sung by Asha Bhosle and composed by Laxmikant Pyarelal. The lyrics are written by Anand Bakshi. Saregama released the soundtrack album for the movie.
Jaal bichhe hai nigaho ke
Rahi pyar ki raho ke
Jaal bichhe hai nigaho ke
Rahi pyar ki raho ke
Gaal gulabi chaal sharabi
Le le sahare baahon ke
Jaal bichhe hai nigaho ke
Rahi pyar ki raho ke
Gaal gulabi chaal sharabi
Le le sahare baahon ke
Jaal bichhe hai nigaho ke
Jaal bichhe hai nigaho ke
Raja hamari tumhari yaari nahi tut sakti
Raja hamari tumhari yaari nahi tut sakti
Ho bhali ho la la la la, ya buri ho la la la la
Aadat nahi chhut sakti
Raja hamari tumhari yaari nahi tut sakti
Ho bhali ho la la la la, ya buri ho la la la la
Aadat nahi chhut sakti
Raja hamari tumhari
Ye zulfen nahi janjire hai
Inko todke kaha jaoge
Ye zulfen nahi janjire hai
Inko todke kaha jaoge
Tere dil mein meri tasvir hai
Mujhko chhodke kaha jaoge
Aankhe milayi hai kasme uthayi hai,
Daman chhudana hai mushkil
Raja hamari tumhari yaari nahi tut sakti
Ho bhali ho la la la la, ya buri ho la la la la
Aadat nahi chhut sakti
Raja hamari tumhari
Tum aaye yaha apni marzi se
Meri marzi hai jane doon na jane doon
Tum aaye yaha apni marzi se
Meri marzi hai jane doon na jane doon
Main to chhalka hua paimana hu
Tumhe hosh me aane doon na aane doon
Diwar jawani hai yaari purani hai
Aankhe churani hai mushkil
Raja hamari tumhari yaari nahi tut sakti
Ho bhali ho la la la la, ya bhri ho la la la la
Aadat nahi chhut sakti
Raja hamari tumhari.