LYRIC
Har Gham Mein Khushi Hai Lyrics from the movie, Gully Boy. This song is sung by Ace. Music composition by Shankar-Ehsaan-Loy, Prasoon Joshi & Sanchit Balhara with lyrics inscribed by Ankur Tewari. The soundtrack album is released under Zee Music Company label.
Sab main dekha, sab main jaana
Yeh pahchana aur yeh thaana
Zindagi toh hai muqabla
Jise jeet ke dikhana
Main shayan hoon begana
Leke aaya tha tarana
Aur ye gaana jaise Karma
Sunke laga tujhko lama
Roz ka drama aur hungama
Mere pichey rahte mama
Jaise mere jeb mein ganja
Kuch bhalta hai yeh manjra
Wo kahte chhotey jana
Fatt fatt se tu samaan la
Chal aata khoop zhala
Phir aayi yeh ujaala
Main nirala tha anjaana
Aapne aap ko sambhala
Aapne aap ko sudhara
Maine badli meri dhaara
Aapne aap se juda tha
Main tha jeet ke bhi haara
Maa-Baap mein khuda hai
Ye pahchana aur ye maana
Aur nibhaata hoon main waada
Jo kamaaya sidha aadha
Parivaar pahle aata
Mera pyar meri maata
Thoda dum na chilum
Poori kare meri aasha
Mere gum aur shitam
Mein ho dhuyein mein udata
Jo bhi galat wo bhi sahi hai
Aur ye ek alag zindagi hai
Talab si lagi hai
Har gum mein khushi hai
Jo bhi galat wo bhi sahi hai
Aur ye ek alag zindagi hai
Talab si lagi hai
Har gum mein khushi hai
Jo bhi galat wo bhi sahi hai
Aur ye ek alag zindagi hai
Talab si lagi hai
Har gum mein khushi hai
Jo bhi galat wo bhi sahi hai
Aur ye ek alag zindagi hai
Talab si lagi hai
Har gum mein khushi hai
(Talab-Talab-talab)
(Har gum mein khushi hai)
(Talab – Lagi hai)
(Talab – Lagi hai)
(Talab – Lagi hai)
(Har gum mein khushi hai)
Jispe rakhte hum bharosa
Wohi deta humein dhokha
Ye jo mauka tuney chhoda
Usne pakda mara chauka
Jo na hona wo hai hota
Jo na hota wo hai hona
Agar saath hai sapno ka
Sar pe haath hai aapno ka
Kal kya hoga yeh na socha
Maa kasham main tha tang
Mere yaar mere sang
Aapne aap mein magan
Wo toh khud ki bhi na sune
Aapna style hai dabang
Mere shahar mein dum
Main hoon haan ji malang
Hai aalag mera dhang
Aur dimag rahta bhang
Nakli rappero ko Dung
When I live at umang
Main hoon sahi ya galat
Aake lelo mera
Ja tu mar bolti bandh
Aab na baj chalta ban
Aur haqqeqat se ladd
Tu toh kabhi na palat
Tu parakh tu samajh
Tu toh kabhi na bhatak
Jeet aur haar se sikha
Main hoon sabse saras
Tu bhi maar ke dikha
Aab toh jaan aapna sach
Jo bhi galat wo bhi sahi hai
Aur ye ek alag zindagi hai
Talab si lagi hai
Har gum mein khushi hai
Jo bhi galat wo bhi sahi hai
Aur ye ek alag zindagi hai
Talab si lagi hai
Har gum mein khushi hai
Jo bhi galat wo bhi sahi hai
Aur ye ek alag zindagi hai
Talab si lagi hai
Har gum mein khushi hai
Jo bhi galat wo bhi sahi hai
Aur ye ek alag zindagi hai
Talab si lagi hai
Har gum mein khushi hai
(Talab-Talab-talab)
(Har gum mein khushi hai)
(Talab – Lagi hai)
(Talab – Lagi hai)
(Talab – Lagi hai)
(Har gum mein khushi hai)