LYRIC
The song Ghar Ke Hain Na Ghat Ke is from the movie Mitron. It is sung by Bappi Lahiri, Sameer Uddin, & Abhishek Nailwal and composed by Sameer Uddin & Abhishek Nailwal. The lyrics are written by Akshay Verma. Sony Music India released the soundtrack album for the movie.
Yaar mile hain aaj
Mere aur samaa
Rangeen duniya ka
Hai lagta kaarwan
Yeh mauj ki saam
Yeh meethe jaam
Yeh mauj ki saam
Dhal na jaaye
Yeh mithe jaam
Ruk na jaaye
Arre duniya ko chodenge
Taare hum todenge aaj
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hain hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum
Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon
Swad main swag ka tujhe chakha doon
Baith meri gaadi mein thoda chipak ke
Bass se dhadkan teri badha doon
Arre kahan chali zara
Ruko ruko
Mere dil ki train kare
Chuku chuku
Kaali kaali meri aankhe bole
Tuku tuku
Daddy ki nazron mein hum
Sabse badi bhool hain
Jawani ki izzat nahi
Phir bhi bade cool hain
Phir bhi bade cool hain
Daddy ki nazron mein hum
Sabse badi bhool hai
Kisko hai karna kya proof
Yeh sab to fizool hai
Yeh mauj ki shaam
Yeh meethe jaam
Arre duniya ko chodenge
Taare hum todenge aaj
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hain hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hain hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum
Mere ghat ka paani aaja
Tujhe pila doon piyega tu
Ayaasi ka swad chakha doon
Tabhi to zindagi jiyega tu
Ghat ka paani aaja
Tujhe pila doon piyega tu
Ayaasi ka swad chakha doon
Thoda khayega
Mein jaan jayega
Samose aur chutney ka bhi
Maza tujhe aayega
Hum hain mauj ke fariste
Jisko log hain taraste
Babu bahut saara chee ne
Babu bahut saara chee ne
Aapni hi duniya mein hum
Khoye khoye se rahein
Khuli aankhon ke sapno mein bhi
Soye soye se rahein
Aapni hi duniya mein hum
Khoye khoye se rahein
Jaga do hamein karlo jitne jatan
Apna to funda hai ek my friend
Mauj ki saam
Meethe jaam
Arre duniya ko chodenge
Taare hum todenge aaj
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hain hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hain hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum
Mere ghat ka paani aaja
Tujhe pila doon piyega tu
Dushman hum anaaj ke
Mere ghat ka paani aaja
Tujhe pila doon piyega tu
Yeh baat samajh lo tum
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hain hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum