LYRIC

The song Ek Dhara Ke Jan Gan is from the movie Shortcut Safari. It is sung by Sadhana Sargam, & Atreyi Bhattacharya and composed by Rohit Sharma. The lyrics are written by Rohit Sharma. Junglee Music released the soundtrack album for the movie.

Lamha Lamha Aankhon Mein Bahe
Chup Rehke Pal Pal Fisle
Haathon Mein Magar Kuchh Kehke
Yaadein Chhalti Sapna Banke
Aur Kshitiz Tak Door Kinaare
Jaise Taare Choti Jungnu Jaise Aasha
Ek Dilaasa Ek Dilaasa

Lamha Lamha Aankhein Bahe
Chup Rehke
Gumsum Gumsum Sehmi Saansein
Chup Reh Ke Pal Pal Fisle
Dil Ki Dhadkan Kuchh Kehke
Thagne Aaye Ghor Andhera
Aur Kashitiz Tak Door Kinaare
Aur Naa Haar Poorab Nab Mein
Ek Sitaara Jag Ujiyaara Jag Ujiyaara

Faili Door Tak Zameen Aur Ooncha Aasmaan
Mil Rahein Yahin Kyun Na Chhod Chhad Kar
Samay Ko Rok Kar Bas Rahe Yahin
Chhod Ke Dagar Ghum Hai Disha Jaise
Aur Khonje Ki Bhi Koi Fikar Nahin
Ek Taar Se Baandh Rahe Mann Ko
Aur Bolne Ki Bhi Ek Wajah Nahin

Chhalati Agni Purvar Yeh Dhara
Aur Paani Har Pal Karte
Praano Mein Sarjan Milar Hi

Kan Kan Judta Banta Jeevan
Aur Hawaayein Sab Jag Behti
Aazadi Se Ek Dhara Ke
Jan Gan Saare Sab Hi Pyare
Sab Hi Pyaare

Aakaash Bhedkar Sapne Sametkar
Huaa Savera
Aakaash Bhedkar Sapne Sametkar
Huaa Savera
Aakaash Bhedkar Sapne Sametkar
Huaa Savera


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO