LYRIC
Antakshari Lyrics from the movie, Prem Qaidi. This song is sung by S.P. Balasubramaniam, Kavita Krishnamurthy, Kishore Kumar, & Asha Bhonsle. Music composition by Anand-Milind with lyrics inscribed by Sameer. The soundtrack album is released under saregama label.
mera nam chun chun chu
chun chun chu baba chun chun chu
raat chandani mai aur tu
hallo mr how do you do
baba baba baba baba
bahar se koi andar na aa ske
andar se koi bahar na ja sake
socho kabhi aisa ho to kya hoga
socho kabhi aisa ho to kya hoga
hum tum ek kamre me band ho
or chabi kho jaye
hum tum ek kamre me band ho
or chabi kho jaye
ye jivan hai is jivan ka yahi hai
yahi hai yahi hai rang rup
piya tu ab to aaja
shola sa man bahke aake bujha ja
tan ki javala thandi ho jaye
aise gale laga ja, aa aa aa aa
monika o my darling
gori tere ang ang me rup rang ke
saje huye hai kal se ha kal se
gori tere ang ang me rup rang ke
saje huye hai kal se ha kals e
yasomati maiya se bole nandlala
radha kyo gori mai kyo kala
radha kyo gori mai kyo kala
leke pahla pahla pyar
le ke aankho me khumal
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
leke pahla pahla pyar
ramiya vastavyiya ramiya vastavyiya
ramiya vastavyiya ramiya vastavyiya
maine dil tujhko diya
maine dil tujhko diya
yaahu yaahu
chahe koi mujhe jangli kahe
kahne do ji kahta rahe
hum pyar ke tufano me gire hai
hum kya kare
rang barse bhige chunr vali rang barse
o rang barse bhige chunr vali rang barse
rang barse bhige chunr vali rang barse
ye mera dil pyar ka divana
divana divana pyar ka parvana
aata hai mujhko pyar me jal jana
mushkil hai pyare tera bachke jana
nain lad jayihe hai to
manva ma kask hoyibe kari
prem ke futiye patakha to
dhamak hoyibe kari
nain lad jayihe hai to
manva ma kask hoyibe kari
ina mina diga de dama dika
maka naka naka, chiga piga diga
ina mina diga de dama dika
maka naka naka, chiga piga diga
rampam pos rampam pos
rampam pos rampam pos
ina mina diga de dama dika
maka naka naka
khambe jaisi khadi hai, ladaki hai ya chhadi hai
shola hai phul jhadi hai, patakhe ki ladi hai
aankho me gussa hai, labo pe gali hai
dekho jara dekho yaro, khud ko samjhti hai kya