LYRIC

The song Uljal Baat Hai Duniya Ki is from the movie Oops!. It is sung by Sonu Nigam and composed by Ravi Pawar. The lyrics are written by Ajay Jhingran. BMG Crescendo released the soundtrack album for the movie.

uljul uljal
uljul baat hai duniya ki
uljul bandise duniya ki
chakar me aana nahi
karna na iska yakin
chakar me aana nahi
karna na iska yakin
chakar me aana nahi
uljul baat hai duniya ki
uljul bandise duniya ki

jo ji me aaye vo karta ja tu
sapno me sapno ko barta ja tu
jo ji me aaye vo karta ja tu
sapno me sapno ko barta ja tu
ek sapne ki sachai kya
hai mehfil kya tanhai kya
apni khushi khud chuno
bas apne dil ki suno
bas apne dil ki suno
uljul raste duniya ke
uljul silsile duniya ke

khushiyo ke pal kal mile na mile
ghul khawaiso ke khile na khile
khushiyo ke pal kal mile na mile
ghul khawaiso ke khile na khile
har pal ka hai kehna yehi
mai to hu jindagi
apni khushi khud chuno
bas apne dil ki chuno
bas apne dil ki chuno
uljul falsape duniya ke
uljul faisle duniya ke
chakar me aana nahi
karna na iska yakin
chakar me aana nahi
karna na iska yakin
chakar me aana nahi
uljul baat hai duniya ki
uljul bandise duniya ki


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO