LYRIC

The song Chal Meri Taraf Dildara is from the movie Chupke Se. It is sung by Zubeen Garg, & Gayatri Ganjawala and composed by Ranjit Barot. The lyrics are written by Abbas Tyrewala. Saregama released the soundtrack album for the movie.

mano agar dil se toh khuda
na mano to patthar raho me
na zism na chehre me chhupa
husn hai aashiq ki nigaho me

chal meri taraf dildara
mai teri taraf chali aa
chal meri taraf dildara
mai teri taraf chali aa
kabhi dekh ke dil ruk jawaa
kabhi dekh jiya jalyaa
kabhi teer chale, talwar chale
kanton ke dagar kadmo ke tale
bejaan tu meri agan jale
mai aag teri jali aan
chal meri taraf dildara
mai teri taraf chali aa
kabhi dekh ke dil ruk jawaa
kabhi dekh jiya jalyaa
hey aashiq hai to aaja sathiya
hum dekhe zara teri aashiqi
aashiq hai to aaja sathiya
hum dekhe zara teri aashiqi
hai shauq jo ulfat ka tujhe
toh khele baji jaan ki
kyon bojh zamane ki tarah
kyon soch ke nahmat hai apna
chakh le kayamat ka tu maza
yeh husn ki hain galiya
kat jayega jo bhi aayega
shamsheer nigaah ke samne

kat jayega jo bhee aayega
shamsheer nigah key samne
roke jo hume jal jayega
is shola e gul ki aag se
hone do unhe kamzor zara
samjho dil walo ko toh bhala
hai ang ang sholo se bhara
hum aatish ya kaliya
chal meri taraf dildara
mai teri taraf chali aa
kabhi dekh ke dil ruk jawaa
kabhi dekh jiya jalyaa
chal meri taraf dildara
mai teri taraf chali aa
kabhi dekh ke dil ruk jawaa
kabhi dekh jiya jalyaa
chal meri taraf dildara
mai teri taraf chali aa
kabhi dekh ke dil ruk jawaa
kabhi dekh jiya jalyaa
chal meri taraf dildara
mai teri taraf chali aa
kabhi dekh ke dil ruk jawaa
kabhi dekh jiya jalyaa


Added by

Unnatee Awaken

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO