LYRIC

The song Jiske Sapne Humen Roj Aate Hai is from the movie Geet. It is sung by Lata Mangeshkar, & Mahendra Kapoor and composed by Kalyanji-Anandji. The lyrics are written by Anand Bakshi. Saregama released the soundtrack album for the movie.

Jiske sapne humein
Roz aate hai dil lubhate rahe
Ye batado batado
Ye batado tum kahin
Wo hi to nahi wohi to nahi

Jiske sapne humein
Roz aate hai dil lubhate rahe
Ye batado tum kahin
Wo hi to nahi wohi to nahi

Jab bhi jharno se
Maine suni ragini
Jab bhi jharno se
Maine suni ragini
Main ye samjha tumhari hi
Payal baji ho jiski payal pe
Ho jiski payal pe hum
Dil lutate rahe jan luta te rahe
Ye batado tum kahin
Wo hi to nahi wohi to nahi
Jiske roz roz hum geet
Gate rahe gungunate rahe
Ye batado tum kahin
Wo hi to nahi wohi to nahi

Jab bhi thandi hawa
Gun gunati chali
Jab bhi thandi hawa
Gun gunati chali
Main ye samaji
Tumhari murali baji
Jis ki murali pe
Jis ki murali pe
Ham laherate rahe
Balkhate rahe
Ye batado tum kahin
Wo hi to nahi wohi to nahi

Jiske sapne humein
Roz aate hai dil lubhate rahe
Ye batado tum kahin
Wo hi to nahi wohi to nahi

Ye mahakate bahakate hue
Rashte khul gaye aap hi
Pyar ke waste de rahi hai pata
Mad bhari wadiya
Jaise pahle bhi hum
Tum mile ho yaha
Ho kitne janmo se jisko
Bulate rahe aazmate rahe
Ye batado tum kahin
Wo hi to nahi wohi to nahi

Jiske sapne humein
Roz aate hai dil lubhate rahe
Ye batado tum kahi
Wo hi to nahi wohi to nahi.


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO