LYRIC
The song Mere Sawaal Ka (King Version) is from the movie Shehzada. It is sung by Shloke Lal and composed by Pritam. The lyrics are written by Shloke Lal. T-Series released the soundtrack album for the movie.
Main Pagla Gaya
Hoon Yeh Jaanta
Jo Dil Ke Mohalle Mein
Tu Aa Gaya
Mere Sawal Ka
Tu Hi Jawaab Hai
Mere Sawal Ka
Tu Hi Jawaab Hai
Yeh Savere Savere Hi
Khwaab Aa Gaya
Khul Ke Jo Tu Hanse
Meri Aankhein Na Hatein
Tere Aane Se
Sooraj Bhi Sharma Gaya
Main Pagla Gaya
Hoon Yeh Jaanta
Jo Dil Ke Mohalle Mein
Tu Aa Gaya
Behosh Hosh Hai
Sab Khamosh Hai
Ho Behosh Hosh Hai
Sab Khamosh Hai
Teri Baaton Mein Main
Yeh Kahan Aa Gaya
Mere Sawaal Ka
Tu Hi Jawaab Hai
Yeh Savere Savere Hi
Khwaab Aa Gaya
Dhoondhoon Kahan Koyi Aisa Jo
Jo Samjhe Bina Bole Pata Toh
Na Chanda Ko Tod Ke Laye Woh
Par Chaand Ho Dil Uska
Paise Bhale Kam Kamaye Woh
Par Zoron Se Daily Hansaye Woh
Le Baahon Mein Jab Ghar Aaye Woh
Main Queen Hoon Isi Ki Haan
Waise Hoon Main Badi
Seedhi Saadhi Ladki
Par Love Leke Aata Twist
Mile Aisa Pagla Sa Mere Liye
Jab Kahun Kare Baarish
Aisa Jo Mile Toh
Never Gonna Let Go!
Badi Zor Se Mohabbat Hui
Bade Zor Ka Tujhpe Pyar Aa Gaya
Mere Sawal Ka Tu Hi Jawaab Hai
Yeh Savere Savere Hi Khwaab Aa Gaya
Yeh Maan Lo Ke Dil Hai Ghar Tera
Haan Yeh Maan Lo Ke Dil Hai Ghar Tera
Kiraya Pyar Se Chuka Dena Tum Mera
Kaho Na Rehne Kab Aaoge
Tumse Jo Do Pal Baatein Ho Meri
Haan Tumse Jo Do Pal Baatein Ho Meri
To Saara Din Badal Hi Jaata Hai
Oh Jaan Meri Bolo Gale Kab Lagaoge
Tere Aane Se Meri Awaargi Mein
Kehte Sabhi Hai Sudhar Aa Gaya
Chori Chhipe Tumhein
Hoon Yaar Dekhti
Chori Chhipe Tumhein
Hoon Yaar Dekhti
Saare Chehron Mein
Chehra Tera Aa Gaya
Ho Mere Sawaal Ka
Tu Hi Jawaab Hai
Yeh Savere Savere Hi
Khwaab Aa Gaya