LYRIC

The song Gulbadan is from the movie Firangi. It is sung by Mamta Sharma, & Devender Pal Singh and composed by Jatinder Shah. The lyrics are written by Ashraf Ali & Krishna Bharadwaj. Zee Music Company released the soundtrack album for the movie.

Husn Ko Parde Ki
Zarurat Nahi Ae Ghalib
Kaun Hosh Mein Rehta Hai
Mujhe Dekhne Ke Baad

Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Aur Main Apne Aap Mein Magan Magan Magan

Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein Haan Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein Haan Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein

Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Aur Main Apne Aap Mein Magan Magan Magan
Ho Ho
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein Haan Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein

Chunoti De Rahi Hai
Laali Meri Aftab Ko
Wo Chand Chhup Gaya Jo
Dekha Rukh-E-Mahtaab Ko

Gadar Mein Saath Leke Chalun Thand Aur Agan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein Haan Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein

Qayamat Hoon Main Sar Se Paon Tak Aye Haye
Qayamat Hoon
Udaaye Khwaab Aankhon Se Wohi Aaye Haye
Main Chaahat Hoon

Khud Behkegi Behkayegi
Meri Jaan Mujhe Marwayegi
Khud Behkegi Behkayegi
Marwayegi Marwayegi
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Aur Main Apne Aap Mein Magan Magan Magan
Ho Ho
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein Haan Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO