LYRIC

Kaho Na Kaho Lyrics from the movie, Murder. This song is sung by Amir Jamal. Music composition by Anu Malik with lyrics inscribed by Sayeed Quadri. The soundtrack album is released under T-Series label.

kaho na kaho yeh aankhe bolti hai
o sanam o sanam o mere sanam
mohabbat ke safar me yeh sahara hai
wafa ki saahilo ka yeh kinaara hai
kaho na kaho yeh aankhe bolti hai
o sanam o sanam o mere sanam
mohabbat ke safar me yeh sahaara hai
wafa ki saahilo ka yeh kinaara hai
baadalo se unchi udaan unki
sabse alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani manjur
aati jaati saanso ki rawaani manjur
baadalo se unchi udaan unki
sabse alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani manjur
aati jaati saanso ki rawaani manjur

kaho na kaho yeh saanse bolti hai
o sanam o sanam o mere sanam
mohabbat ke safar me tu hamaara hai
andhere raasto ka tu sitaara hai
tu hi jine ka sahaara hai, meri maujo ka kinaara hai
mere liye yeh jahaan hai tu, tujhe mere dil ne pukara hai

kaho na kaho yeh saanse bolti hai
o sanam o sanam o mere sanam
labo pe naam tere bas hamaara hai
yeh tera dil bhi jaana hamaara hai
kaho na kaho yeh aankhe bolti hai
o sanam o sanam o mere sanam
mohabbat ke safar me yeh sahaara hai
wafa ki saahilo ka yeh kinaara hai

khvabo me tujhko sawara hai, jasbo me apne utara hai
meri yeh aankhe jidhar dekhe, tera hi tera najara hai

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO