LYRIC

Mujh Pe Bhi Jawani Lyrics from the movie, Saat Rang Ke Sapne. This song is sung by Kavita Krishnamurthy, & Kunal. Music composition by Nadeem-Shravan with lyrics inscribed by Sameer. The soundtrack album is released under Venus label.

mujhpe bhi jawani aayi hai mujhpe bhi jawani aayi hai
ke aag lagegi kahi na kahi ke aag lagegi kahi na kahi

ke aag lagegi kahi na kahi mujhpe bhi jawani aayi hai
ke aag lagegi kahi na kahi umar mastani aayi hai

ke aag lagegi kahi na kahi

lagake surma aankho me pahan ke gajra balo me
kabhi jo mai thumka maru to shor mache dilwalo me
logo ki diwani aayi hai logo ki diwani aayi hai
ke aag lagegi kahi na kahi umar mastani aayi hai
ke aag lagegi kahi na kahi mujhpe bhi jawani aayi hai
ke aag lagegi kahi na kahi

tukur tukur dekhe mujhko meri ada ka rasiya hai
najar mila ke chori se kare mera man basiya hai
isme beimani aayi hai isme beimani aayi hai
ke aag lagegi kahi na kahi isme beimani aayi hai
ke aag lagegi kahi na kahi umar mastani aayi hai
ke aag lagegi kahi na kahi

mujhpe bhi jawani aayi hai ke aag lagegi kahi na kahi

umar mastani aayi hai ke aag lagegi kahi na kahi
mujhpe bhi jawani aayi hai ke aag lagegi kahi na kahi
mujhpe bhi jawani aayi hai ke aag lagegi kahi na kahi
umar mastani aayi hai ke aag lagegi kahi na kahi
ke aag lagegi kahi na kahi ke aag lagegi kahi na kahi

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO