LYRIC

Yeh Ishq Hai (Female Version) Lyrics from the movie, Rangoon. This song is sung by Rekha Bhardwaj. Music composition by Vishal Bhardwaj with lyrics inscribed by Gulzar. The soundtrack album is released under T-Series label.

 

Yeh ishq hai…yeh ishq hai…
Yeh ishq hai…yeh ishq hai…

Sufi ke sulfe ki lau uth ke kehti hai
Aatish ye bujhke bhi jalti hi rehti hai

Yeh ishq hai..yeh ishq hai…
Yeh ishq hai…yeh ishq hai…

Sufi ke sulfe ki lau uth ke kehti hai
Aatish ye bujhke bhi jalti hi rehti hai

Yeh ishq hai…
Yeh ishq hai…

Saahil pe sar rakh ke
Dariya hai soya hai…
Sadiyon se behta hai
Aankhon ne boya hai

Yeh ishq hai re
Yeh ishq hai…
Yeh ishq hai re
Yeh ishq hai…

Tanhaai dhunta hai
Parchhaai bunta hai
Resham si nazron ko
Aankhon se sunta hai

Yeh ishq hai…yeh ishq hai…
Yeh ishq hai…

Sufi ke sulfe ki, lau uthi allah hoo
Allah hoo, allah hoo..
Sufi ke sulfe ki, lau uthi allah hoo
Allah hoo, allah hoo..
Sufi ke sulfe ki, lau uthi allah hoo
Allah hoo, allah hoo..

Sufi ke sulfe ki lau uthi, allah hoo
Jalte hi rehna ha..
Baaki na mein.. Na tu..

Yeh ishq hai re
Yeh ishq hai …

Bekhud sa rehta hai
Yeh kaisa sufi hai
Jaage toh tab rezi
Bole toh rubi hai

Yeh ishq hai…yeh ishq hai…
Yeh ishq hai…


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO