LYRIC
Vande Mataram Lyrics from the movie, Romeo Akbar Walter. This song is sung by Sonu Nigam, Ekta Kapoor. Music composition by Ankit Tiwari, Sohail Sen, Shabbir Ahmed and Raaj Aashoo with lyrics inscribed by Shabbir Ahmed. The soundtrack album is released under Times Music label.
Har kadam watan mere naaz hai tera
Har kadam watan mere naaz hai tera
Azaad main hoon aur watan azaad hai mera
Azaad main hoon aur watan azaad hai mera
Har kadam watan mere naaz hai tera
Har kadam watan mere naaz hai tera
Azaad main hoon aur watan azaad hai mera
Azaad main hoon aur watan azaad hai mera
Vande Mataram, Vande Mataram
Vande Mataram, Vande Mataram
Hawayein keh rahin apno ki dastaan
Aise naa mila humko ye gulsitaan
Hawayein keh rahin apno ki dastaan
Aise naa mila humko ye gulsitaan
Sarhadon pe kitne hi shaheedon ke lahu bahe
Sarhadon pe kitne hi shaheedon ke lahu bahe
Unki ye qurbaniyan yaad hume bhi rahe
Unki ye qurbaniyan yaad hume bhi rahe
Unke jaise udne ka andaaz hai zara
Azaad main hoon aur watan azaad hai mera
Azaad main hoon aur watan azaad hai mera
Vande Mataram, Vande Mataram
Vande Mataram, Vande Mataram
Sarfaroshi ko chale hain baandh ke kafan
Dushmano ko karne unki mitti mein dafan
Ab jo humaari taraf badhe koi kadam
Itihaas se mita denge buniyaad unki hum
Marke bhi mitne na de
Marke bhi mitne na de
Tirange ki ye shaan
Hindustan tere liye
De denge apni jaan
Vande Mataram
Vande Mataram
(Vande mataram)
Sujalam Sufalam Mataram
Vande Mataram
Malayaja Shitalam Mataram
Vande Mataram
Vande Mataram!
Vande Mataram!