LYRIC

Tune Mera Chain Vain Le Liya Lyrics from the movie, Anthony Kaun Hai?. This song is sung by Kunal Ganjawala, & Shreya Ghoshal. Music composition by Himesh Reshammiya with lyrics inscribed by Sameer. The soundtrack album is released under T-Series label.

ho tune mera chain wain le liya
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya o balma
ho tune mera chain wain le liya
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya o balma

rag rag me ishk ka sahar
rag rag me ishk ka sahar bhar diya
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya o balma
ho tune mera chain wain le liya
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya o balma
rag rag me ishk ka sahar
rag rag me ishk ka sahar bhar diya

teri tarishngi me ek mukamal sa nasha hai
chahat ek saja hai fir bhi iska ek maja hai
ek pal bhi dur mai tujhse na rah saku
darde dil ko mai baya kar saku na
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya o balma

meri har tadap se janeman tu aasna hai
tuhi meri jannat tu mere dil ka jaha hai
chaya rahe rat din madhoshiyo ka shama
hosh me bhi ab mujhe hosh na
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya o balma
rag rag me ishk ka sahar
rag rag me ishk ka sahar bhar diya
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya o balma


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO