LYRIC

The song Sola Singaar Kar is from the movie Filhaal. It is sung by Palash Sen, & Jaspinder Narula and composed by Anu Malik. The lyrics are written by Gulzar. Saregama released the soundtrack album for the movie.

wari jawa, wari jawa, wari jawa
sau sau bari, sau sau bari wari jawa
wari jawa, wari jawa, wari jawa
sau sau bari, sau sau bari wari jawa
wari jawa, wari jawa, wari jawa
sau sau bari, sau sau bari wari jawa

sola singar karke godi bharayi ve
sola singar karke godi bharayi ve
saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan
saiyyan se kheli bahut abb, chhotu ko khilayi le
sola singar karke godi bharayi ve, sola singar karke
wari jawa, wari jawa, wari jawa
sau sau bari, sau sau bari wari jawa
wari jawa, wari jawa, wari jawa
sau sau bari, sau sau bari wari jawa

chhotu jo aave ghar me, chhotu jo aave ghar me
oye hoye hoye hoye, oye hoye hoye hoye
chhotu jo aave ghar me, nani behlave
payal pehenke nani nach dikhave
chhotu jo aave ghar me, nani behlave
payal pehenke nani nach dikhave
wari jawa, wari jawa, wari jawa
sau sau bari, sau sau bari wari jawa
wari jawa, wari jawa, wari jawa
sau sau bari, sau sau bari wari jawa

han chhotu jo aave ghar me chhotu jo aave ghar me
hoye hoye oye oye oye
chhotu jo aave ghar me, masi ko bulave
nappy badalke unaki lori sunave
nappy, masi ki
chhotu jo aave ghar me, aave unke mama
mama, ya chacha, a chacha
chhotu jo aave ghar me, aave unake mama
daton se nala pakde, hath se pajama
oh teri hasi bhar bharke, ghar me chhidkave
oh sola singar karke godi bharayi le
sola singar karke godi bharayi le
saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan
saiyyan se kheli bahut abb, chhotu ko khilayi le
sola singar karke godi bharayi le, sola singar karke
wari jawa, wari jawa, wari jawa
sau sau bari, sau sau bari wari jawa
wari jawa wari jawa wari jawa
sau sau bari sau sau bari wari jawa


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO