LYRIC

Salamat Rahe Dostana Hamara Lyrics from the movie, Dostana. This song is sung by Mohammad Rafi, & Kishore Kumar. Music composition by Laxmikant-Pyarelal with lyrics inscribed by Anand Bakshi. The soundtrack album is released under Gaane Sune Ansune label.

Bane chaahe dushman zamana hamara
Bane chaahe dushman zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara

Bane chaahe dushman zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara
Salamat rahe dostana hamara
Bane chaahe dushman zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara

Woh khwaabon ke din, woh kitabon ke din
Woh khwaabon ke din, woh kitabon ke din
Sawalon ki raatein, jawabon ke din
Kayi saal humne ghuzare yahan
Yahin sath khele huye hum jawan
Huye hum jawan

Tha bachpan bada ashiqana hamara
Salamat rahe dostana hamara
Bane chaahe dushman zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara

Na bichhdenge mar ke bhi hum doston
Na bichhdenge mar ke bhi hum doston
Hamein dosti ki kasam doston
Pata koyi poochhe to kehte hain hum
Ke ek dooje ke dil mein rehte hain hum
Rehte hain hum

Nahi aur koyi thikana hamara
Salamat rahe dostana hamara
Bane chaahe dushman zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara
Salamat rahe dostana hamara
Bane chaahe dushman zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO