LYRIC

Rang Lage Lo Lyrics from the movie, Dil Kya Kare. This song is sung by Abhijeet Bhattacharya, & Alka Yagnik. Music composition by sameer with lyrics inscribed by Anand Bakshi. The soundtrack album is released under Sony BMG label.

rag lagai lo ang lagayi lo goriya hamare sang
ka kahat ho aj zara sa pyar karo tum
thik kahat ho kal kar layiyo jang
laj saram tune chhini re mose naina milayi ke
laj saram tune chhini re mose naina milayi ke

karani na thi jo kar dini re tose naina milai ke
laj saram sab chhini re tose naina milai ke
karani na thi jo kar dini re tose naina ha tose
naina milai ke rang nikal jaye to kahiyo
sari umariya dhote rahiyo rang nikal jaye to kahiyo
sari umariya dhote rahiyo tore chunar rang dini
re tose naina milai ke tori chunar rang dini
re tose naina milai ke ha naina tose naina milai ke

o o kuch dekha phir kuch na dekha kuch dekha hay na dekha
kuch dekha phir kuch na dekha kuch dekha phir kuch na dekha
kaun kasam aur kaun si rekha tod ke bas rakh dini re
tose naina milai ke laj saram sab chhini re
mose naina milayi ke ang hamare sang lagao
phir zara sa rang lagao araj garaj kar dini re
tose naina milai ke araj garaj kar dini araj garaj kar dini
tose naina milai ke laj saram tune chhini re mose naina milayi ke

prem dagar me bhul bhulaiya dhup sadak par dekhi chhaiya
prem dagar me bhul bhulaiya dhup sadak par dekhi chhaiya
rat basar hay rat basar kar lini re tose naina milai ke
laj saram sab chhini re mose naina milayi ke


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO