LYRIC

Pyar Pyar Pyar Lyrics from the movie, Param Dharam. This song is sung by Bappi Lahiri, & Asha Bhosle. Music composition by Bappi Lahiri with lyrics inscribed by Anjaan. The soundtrack album is released under Shemaroo Filmi Gaane label.

pyaar pyaar
pyaar pyaar pyaar
pyaar to hai pyaar
yaar mere yaar pyaar kar pyaar
pyaar se jo pyaar kare vo hai aadmi
pyaar se jo pyaar kare vo hai aadmi

pyaar pyaar pyaar
pyaar to hai pyaar
yaar mere yaar tu kya kare pyaar
pyaar kare pyaar ko jo maane jindgi
tere liye pyaar to hai yaar dillagi

teri meri ye shart kya lagi
maal bhi gaya are jaan bhi gayi
tauba dilruba dekhi vo adaa
tujhpe fida ho gayi
le le o sanam koi bhi kasam
main to lut gayi
pyaar se jo pyaar kare vo hai aadmi
pyaar pyaar pyaar
pyaar to hai pyaar
yaar mere yaar tu kya kare pyaar
pyaar kare pyaar ko jo maane jindgi
tere liye pyaar to hai yaar dillagi

kya teri kasam, waada kya tera
tera kya yakin, bharosa kya tera
husn bewafa jaane na wafa
jaane kaha de daga
chaale sab teri, chakkar sab tera
mujhko hai pata
pyaar se jo pyaar kare vo hai aadmi
pyaar pyaar pyaar
pyaar to hai pyaar
yaar mere yaar pyaar kar pyaar
pyaar se jo pyaar kare vo hai aadmi
pyaar se jo pyaar kare vo hai aadmi

pyaar pyaar pyaar
pyaar to hai pyaar
yaar mere yaar tu kya kare pyaar
pyaar kare pyaar ko jo maane jindgi
tere liye pyaar to hai yaar dillagi
pyaar, pyaar, pyaar, pyaar


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO