LYRIC

Pyar Karenge Abhi Karenge Lyrics from the movie, Billoo Badshah. This song is sung by Kumar Sanu, & Kavita Krishnamurthy. Music composition by Jagjit Singh with lyrics inscribed by Nida Fazli. The soundtrack album is released under Ultra Bollywood label.

pyar karenge abhi karenge yaha karenge waha karenge
pyar karenge abhi karenge yaha karenge waha karenge
are apne dil ki rani ko hum pyar karenge
mud me aao hosh me aao kamar hilao are jhumo gao
apni jyoti rani ko hum pyar karenge
pyar karenge abhi karenge yaha karenge waha karenge
are apne dil ki rani ko hum pyar karenge
pyar pyar pyar pyar pyar pyar

pahle hamko sair karao okay baggi lao taj dikhao thik hai
chobe ji ki chat khilao pande ji ka pan hume khilao
fir hum shayad sochenge kuch bat karenge
tab tak mere pas na aao sewa karo mewa pao
fir tum jo chaho lelo sarkar karenge wo sarkar karenge

are chat khilai pan khialya din bhar tumko khub ghumaya
are chat khilai pan khialya din bhar tumko khub ghumaya
ha chun chun kaliya sej bichai ha chun chun kaliya sej bichai
fir bhi ptni pas na aayi ram duhai ram duhai
daya karo meri mayi hosh me aao mud me aao
hosh me aao mud me aao kamar hilao are jhumo gao
apne dil ke raja ko hum pyar karenge
pyar karenge abhi karenge yaha karenge waha karenge
apne dilbar jani ko hum pyar karenge
pyar karenge pyar karenge abhi karenge abhi karenge
yaha karenge yaha karenge waha karenge waha karenge
apne dilbar jani ko hum pyar karenge


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO