LYRIC
Purza Lyrics from the movie, Akira. This song is sung by Arijit Singh. Music composition by Vishal–Shekhar with lyrics inscribed by Vishal–Shekhar. The soundtrack album is released under T-Series label.
Ek rishta hai us rishte ka
Main naam jaanu na
Ek rashta hai us rashte ka
Anjaam jaanu na
Bas Itna hi hai pata
Ke ho gayi hai khata
Main khud ka na raha
Main purza purza tera
Main purza purza tera
Na aadha pauna tera
Main poora poora tera
Main purza purza tera
Main purza purza tera
Na aadha pauna tera
Main poora poora tera
Main bhi aadha khoya sa hoon
Tu bhi aadhi khoyi si
Kya pata ki poore ho jayein
Hum milke ek dooje se
Thodi thodi mujhko tu hai
Hogayi jaroori si
Kya pata ki poore ho jayein
Hum milke yun
Shikwa hai Rab se jara
Jabse hua tu mera
Main khud ka na raha
Main purza purza tera
Main purza purza tera
Na aadha pauna tera
Main poora poora tera
Dil ke band darwazoo ko
Khat khata ke dekha hai
Koi bhi nahi is ghar mein
Kamra kamra tu hi tu hai
Khidkiyon se man ki jhanke
Sham si teri aankhein
Ab kaha main baaki mujhmein
Bas tu hi tu hai
Kaisa nasha sa hai ye
Kaisa tamasha hai ye
Main khuda ka na raha
Main purza purza tera
Main purza purza tera
Na aadha pauna tera
Main poora poora tera
Tera..
Poora tera..
Purza purza tera,
Purza purza tera,