LYRIC

O Piya O Piya Sun Lyrics from the movie, Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai. This song is sung by Sukhwinder Singh, & Sadhana Sargam. Music composition by Anand Raj Anand with lyrics inscribed by Dev Kohli & Praveen Bhardwaj. The soundtrack album is released under Rajshri label.

 

o piya o piya sun o pyaar ki madhur badi dhun
o piya o piya sun o pyaar ki madhur badi dhun
ho pahali nazar me kar ke divaanaa
dhire se phir mere dil me samaanaa
kaisa hai divaanaapan ho
o piya o piya sun o pyaar ki madhur badi dhun

mai yaar husn tu yaar ishq, mai dhup tu meri chhaiya
mai tera pyaar tu mera pyaar, mai sajani hun tu saiya
tu yaar husn mai yaar ishq, mai dhup tu meri chhaiya
mai tera pyaar tu mera pyaar, tu sajani hai mai saiya
chaahat ke sapne bun
o piya o piya sun o pyaar ki madhur badi dhun

shabnam giri to kaliya khili, kya mahak utha hai gulshan
shama jali aur shab dhali, tera pyaar hua hai roshan
shabnam giri to kaliya khili, kya mahak utha hai gulshan
shama jali aur shab dhali, tera pyaar hua hai roshan
ye pyaar kaa hai shagun
o piya o piya sun o pyaar ki madhur badi dhun
o piya o piya sun o pyaar ki madhur badi dhun
ho pahali nazar me kar ke divaanaa
dhire se phir mere dil me samaanaa
kaisa hai divaanaapan ho
o piya o piya sun o pyaar ki madhur badi dhun


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO