LYRIC

Mujhe Tujhse Kuchh Kehna Hai Lyrics from the movie, Himmat. This song is sung by Kumar Sanu, & Alka Yagnik. Music composition by Anand-Milind with lyrics inscribed by Sameer. The soundtrack album is released under Ultra Bollywood label.

mujhe tujhse kuch kahna hai bas tere dil me rahna hai

jane wafa ye to bata ab tera irada hai kya

maine likha hai jo afsana aaja tujhe sunau
raze mohabbat dilbar mere aaja tujhe batau

aise mile nigahe chane laga nasha
aashiq mujhe banaye teri yahi ada
dard koi na sahna hai bas tere dil me rahna hai
dard koi na sahna hai bas tere dil me rahna hai
jane wafa ye to bata ab tera irada hai kya

ek pal bhi dur diwane mujhse raha na jaye
haal mera kya hai jaanam mujhse kaha na jaye

aur kuch nahi mangu tere bina yaha
jina teri gali me jana mujhe kaha
pyar tera mera gahna hai bas tere dil me rahna hai
pyar tera mera gahna hai bas tere dil me rahna hai
jane wafa ye to bata ab tera irada hai kya
mujhe tujhse kuch kahna hai bas tere dil me rahna hai
mujhe tujhse kuch kahna hai bas tere dil me rahna hai
jane wafa ye to bata ab tera irada hai kya

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO