LYRIC

Mitra Lyrics from the movie, Band Baaja Baaraat. This song is sung by Amitabh Bhattacharya. Music composition by Salim–Sulaiman with lyrics inscribed by Amitabh Bhattacharya. The soundtrack album is released under YRF Music label.

Raaston mein kho gaya hai mitra ajnabi kyon ho gaya hai mitra (mitra)
Kuch toh kami hai saawan saawan sa kyon na laagey mitra, mitra
Shaamo sehar kyun mann ka aangan yeh suna laagey mitra, mitra
Dhup leke jo gaya hai mitra ajnabi kyon ho gaya hai mitra

Yara kaaye yara kaise jaane yara bichhda
Yara kaaye yara sang chain sara bichhda
Dil ke taaron mein, kyon hazaron mein dard jage hain
Humne bandhe jo, reshmi sare tutey dhage hain
Phir hathon yeh harjana hai humko adaa kar jana hai
Sirf yaadon ka tana bana hai kya chhupana hai
Haale dil jo ho gaya hai mitra (mitra)
Ajnabi kyon ho gaya hai mitra (mitra)
Kuch toh kami hai saawan saawan sa kyon na lagey mitra mitra
Shamo sehar kyun mann ka aangan yeh suna lagey mitra mitra
Dhup leke jo gaya hai mitra (mitra) ajnabi kyon ho gaya hai mitra

Yara kaaye yara kaise jaane yara bichhda
Yara kaaye yara sang chain sara bichhda


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO