LYRIC

Mera Kehna Maan Sitamgar Lyrics from the movie, Saugandh. This song is sung by Anuradha Paudwal. Music composition by Anand-Milind with lyrics inscribed by Anand Bakshi. The soundtrack album is released under Tips label.

mera kahna man sitamgar man le apni har
mera kahna man sitamgar man le apni har
kabhi mita na kabhi mitega is dunia se pyar

mera kahna man sitam gar man le apni har
kabhi mita na kabhi mitega is dunia se pyar
kabhi mita na kabhi mitega is dunia se pyar

jiska nam bagawat hai aisa diwana aaya hai

jarra jarra kahta hai wo teri maut ka saya hai

pyar ke dusman hoja ab to jhukne ko tyar
kabhi mita na kabhi mitega is dunia se pyar
kabhi mita na kabhi mitega is dunia se pyar

dil ke lahu me kab tak tu nafrat ka jahar utareyga

khuda bhi jisko mar na paya tu kya usko maarega

teri har kosis jaalim ho jayegi bekaar
kabhi mita na kabhi mitega is dunia se pyar
kabhi mita na kabhi mitega is dunia se pyar

mere jaise kitne bebas dilo ko tune toda

ek din wo leke aayega tere kafan ka joda

hath me tere mil jayega julmo ka sansaar
kabhi mita na kabhi mitega is dunia se pyar
kabhi mita na kabhi mitega is dunia se pyar
mera kahna man sitamgar man le apni har
mera kahna man sitamgar man le apni har
kabhi mita na kabhi mitega is dunia se pyar
kabhi mita na kabhi mitega is dunia se pyar

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO