LYRIC

Mawali Qawwali Lyrics from the movie, Lekar Hum Deewana Dil. This song is sung by Raghav & Tanvi Shah. Music composition by A.R. Rahman with lyrics inscribed by Amitabh Bhattacharya. The soundtrack album is released under Eros Music label.

 

Mawali qawwali
Pittak piya sajni bawali
Mawali qawwali
Pittak piya sajni mawali

Chhappan chhuri
Chhattees kadi
Ankhiyan teri
Naxalwaadi
Hum bhi majnu
Ke avatar hain
Tere jodi dar hain
Dekh le dekh le karke yaari
Teri hirni si raftaar hai
Maana dhauandhaar hai
Jaan le jaan le gori
Hum bhi cheete hain shikari

Mawali hmm qawwali
Tu phuljhadi
Aur main diwali
Mawali hmm qawwali
Makhmal badan
Baatein rumaali

Ho
Ho ho re chhamiya
Ho ho re chhamiya
Ho ho re chhamiya re
Cheer jigra kyun julamiya ho
Mawali hmm qawwali
Pittak piya sajni bawali

Mawali qawali
Pittak piya sajni mawali
Mawali qawali
Pittak piya sajni mawali

Ho maiya maiya
Ho maiya maiya ho.


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO