LYRIC

Maine Pyaar Tumhi Se Kiya Hai Lyrics from the movie, Phool Aur Kaante. This song is sung by Kumar Sanu, & Anuradha Paudwal. Music composition by Nadeem Shravan with lyrics inscribed by Sameer. The soundtrack album is released under Tips label.

maine pyar tumhi se kiya hai maine dil bhi tumhi ko diya hai

ab chahe jo ho jaye
main duniyase ab naa daru tujhise main pyar karu

main duniya se ab naa daru tujhise main pyar karu
main duniyase ab naa daru tujhi se main pyar karu
maine pyar tumhi se kiya hai maine dil bhi tumhi ko diya hai

ailaan yahi karne aaya main aaj yaha marne aaya
ruswa tujhe main kar jaunga
khake jehar ab mar jaunga khake jehar ab mar jaunga
maine pyar tumhi se kiya hai maine dil bhi tumhi ko diya hai
ab chahe jo ho jaye
main duniyase ab naa daru tujhise main pyar karu
main duniyase ab naa daru tujhise main pyar karu
maine pyar tumhi se kiya hai maine dil bhi tumhi ko diya hai

dilwale agar mil jaye yaha phir nind kise phir chain kaha
o tere liye aahe bharta hai dil
teri aisi baato se darta hai dil teri aisi baato se darta hai dil
maine pyar tumhi se kiya hai maine dil bhi tumhi ko diya hai
ab chahe jo ho jaye
main duniyase ab naa daru tujhise main pyar karu
main duniyase ab naa daru tujhise main pyar karu
maine pyar tumhi se kiya hai maine dil bhi tumhi ko diya hai

baaho me teri din raat rahu jag chhod du main o tere sath rahu
o saanso me basa lu aaja tujhako
tere bina jina nahi mujhako tere bina jina nahi mujhako
maine pyar tumhi se kiya hai maine dil bhi tumhi ko diya hai
ab chahe jo ho jaye
main duniyase ab naa daru tujhise main pyar karu
main duniyase ab naa daru tujhise main pyar karu

maine pyar tumhi se kiya hai maine dil bhi tumhi ko diya hai
ab chahe jo ho jaye
main duniyase ab naa daru tujhise main pyar karu
main duniyase ab naa daru tujhise main pyar karu
main duniyase ab naa daru tujhise main pyar karu
main duniyase ab naa daru tujhise main pyar karu

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO