LYRIC

Mai Ek Ladki Hu Naye Lyrics from the movie, Jaan Hatheli Pe. This song is sung by Alka Yagnik. Music composition by Vijaya Shree Pictures with lyrics inscribed by Anjaan. The soundtrack album is released under Ultra Bollywood label.

mai ek ladki hu la la la la
naye jamane ki la la la la
mai ek ladki hu naye jamane ki
ye umar hai meri sapne sajane ki
jhumne gane ki dhum machane ki
mai ek ladki hu la la la la
naye jamane ki la la la la
ye umar hai meri sapne sajane ki
jhumne gane ki dhum machane ki
mai ek ladki hu la la la la
naye jamane ki la la la la

dil jo bole mai wahi karu
jiwan me khushi ke rang bharu
dil jo bole mai wahi karu
jiwan me khushi ke rang bharu
dunia wale kuch bhi bole
dunia walo se mahi daru
na kabhi maine har mani hai
na kabhi maine har mani hai
har jaye wo kya ladki hai
mai ek ladki hu la la la la
naye jamane ki la la la la
mai ek ladki hu naye jamane ki

sanso me sapne hai naye naye
sine me armaa hai naye naye
sanso me sapne hai naye naye
sine me armaa hai naye naye
mai kya sochu mai ka chahu
ye mere siwa na jane koi
dil me masti ki kya rawani hai
dil meri ye jindagi kitni suhani hai
mai ek ladki hu la la la la
naye jamane ki la la la la
mai ek ladki hu naye jamane ki
ye umar hai meri sapne sajane ki
jhumne gane ki dhum machane ki


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO