LYRIC

Maahiya Teri Kasam Lyrics from the movie, Ghayal. This song is sung by Pankaj Udhas, & Lata Mangeshkar. Music composition by Bappi Lahiri with lyrics inscribed by Anjaan. The soundtrack album is released under Shemaroo Filmi Gaane label.

maahiya teri kasam, haay jina nahi jina mujhe tere bina
haay jina nahi jina mujhe tere bina
saathiya tere hai hum, haay tere bina jina bhi hai kya jina
haay tere bina jina bhi hai kya jina
tu hi mera dil, tu hi meri jaan tu hi mera dil, tu hi meri jaan
tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
maahiya teri kasam, haay jina nahi jina mujhe tere bina haay
tere bina jina bhi hai kya jina

tere liye hi toh main jahaan mein aayi, tujhse mili
janmon se hum yun hi milte aaye, hum dono hai ek tan ke do saaye
chhod ake tere pyaar ka daaman, jaana aur kahaan haay
jina nahi jina mujhe tere bina, haay tere bina jina bhi hai kya jina
maahiya teri kasam, haay jina nahi jina mujhe tere bina haay
tere bina jina bhi hai kya jina

aankhon mein meri surat basi hai teri
aanchal se tere kismat bandhi hai meri
saanson mein meri chaahat basi hai teri
chaahat se teri duniya hansi hai meri
tere pyaar ke rang mein dube, mere dono jahaan haay
tere bina jina bhi hai kya jina
tere bina jina bhi hai kya jina
tu hi mera dil, tu hi meri jaan
tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
tu hi mera dil, tu hi meri jaan
tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
maahiya saathiya teri kasam
haay jina nahi jina mujhe tere bina
haay jina nahi jina mujhe tere bina


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO