LYRIC

Kiya Kiya Lyrics from the movie, Welcome. This song is sung by Anand Raj Anand. Music composition by Sajid-Wajid with lyrics inscribed by Ibrahim Ashq . The soundtrack album is released under Times Music label.

hosh uda deta hai mera noore mujazsim aisa tera
tera saraapa aisa hai humdum
tera saraapa aisa hai humdum jaise chamake dhoop me sabnam
jabse hum hai tumse mile kasam hum rahe nahi rahe hum
o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam
o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam

chehare pe tere hai roshan savera
zulfo me teri hai dilkash andhera
jaane jaan lo meri jaan me tujhpe jaan de du
dil kya cheez hai dil ke saree armaan vaar de tu
chehare pe tere hai roshan savera
zulfo me teri hai dilkash andhera
meri nazar me tu aisa hai jaanu
rab jane sachi or me hi janu
kya keh diya hai tumne yeh jaanam
kya keh diya hai tumne yeh jaanam
o jabse hum hai tumse mile kasam hum rahe nahi rahe hum
o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam
o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam
u r my lov, u r my life, i cant go
without u by my side, u r belong

teri adaaye humne bekhud banaaye
jaadoo chalaaye koi jaado chalaaye
dil ki baat meri dil ki baat jo tumne jaan li hai
tumko kya khabar tumne jaan meri meri jaan li hai
teri adaaye humne bekhud banaaye
jaadoo chalaaye koi jaado chalaaye
meri khayaalo me din raat ho tum
meri wafa ho, mera saath ho tum
kya keh diya hai tumne yeh janam
kya keh diya hai tumne yeh janam
o jabse hum hai tumse mile kasam hum rahe nahi rahe hum
o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam
o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam

tera saraapa aisa hai humdum
tera saraapa aisa hai humdum jaise chamake dhoop me sabnam
jabse hum hai tumse mile kasam hum rahe nahi rahe hum
o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam
o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam
o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam
o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO