LYRIC

Kis Lamhe Mein (Male) Lyrics from the movie, John Day. This song is sung by Kshitij Tarey. Music composition by Sunil Bhatia & Kshitij Tarey with lyrics inscribed by Sayeed Quadri. The soundtrack album is released under T-Series label.

 

Ra baar ba ba..
Ba baar ba ba..
Babba baa ba..hoooo…

Kis lamhe mein kya hai chhupa..
Na raaz faash yeh kabhi ho saka..
Kab kya yahaan pe ho jaayega..
Koi nahin jaanta..

Dariya hai bahut gahra..
Na doobna..
Kya kya hai chhupa
Ismein tu poochh na..

Ra baar ba ba..
Ba baar ba ba..
Babba baa ba..hoooo…

Ra baar ba ba..
Ba baar ba ba..
Babba baa ba..hoooo…

Dariya hai bahut gahra..
Na doobna..
Kya kya hai chhupa
Ismein tu poochh na..
Her koi yahaan lootera maan ja..
Chehre pe yahaan chehra hai..
Jaan ja…

Ra baar ba ba..
Ba baar ba ba..
Babba baa ba..hoooo…

Ra baar ba ba..
Ba baar ba ba..
Babba baa ba..hoooo…

Pata hai kab kise..
Waqt ki saazeeshein..
Nhin koi bata saka..

Na ho sake jispe yakeen..
Yeh kar de aisi zindagi..
Badal de ek pal mein samaa..

Kar na kisi pe koi bharosa..
Waisa nahi wo jaisa hai soch..
Her din hota hai yahaan kuchh naya..
Mat ho tu hairaan..

Dariya hai bahut gahra..
Na doobna..
Kya kya hai chhupa
Ismein tu poochh na..
Her koi yahaan lootera maan ja..
Chehre pe yahaan chehra hai jaan ja..

Kis lamhe mein kya hai chhupa..
Na raaz faash yeh kabhi ho saka..
Kab kya yahaan pe ho jayega..
Koi nahin jaanta..

Ra baar ba ba..
Ba baar ba ba..
Babba baa ba..hoooo…

Ra baar ba ba..
Ba baar ba ba..
Babba baa ba..hoooo…


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO