LYRIC

Khoon Kharaba Tabaahi Lyrics from the movie, The Attacks of 26/11. This song is sung by Chaitra Ambadipudi. Music composition by Amar Mohile with lyrics inscribed by Irshad Kamil, Jaspreet Jasz & Liaqat Jafri. The soundtrack album is released under Eros International label.

 

khun kharaba tabahi inki hai pahchan
inki is fitrat se ghin bhi hai hairan
kaun hai ye haiwan kaun hai ye shaitan
puchh raha wo khuda kaun hai ye anjan
kisne inhe banaya kya hai ye insan
kaun hai ye haiwan kaun hai ye shaitan

aurto aur bacho se majhab ko kya khatra hai
masumo ko jat dharam se kya kuch lena dena hai
kya kuch lena dena hai
puch raha wo khuda kaun hai ye anjan
kaun hai ye haiwan kaun hai ye shaitan

chir diya dil shero ka raks dikhaya darindgi ka
hosh me bhi behosh hai ye
kaisa sabak hai ye bandagi ka
kaisa sabak hai ye bandagi ka
puchh raha wo khuda kaun hai ye anjan
kisne inhe banaya kya hai ye insan
khun kharaba tabahi inki hai pahchan
inki is fitrat se ghin bhi hai hairan
kaun hai ye haiwan kaun hai ye shaitan
puchh raha wo khuda sach me ye insan
sach me hai ye insan kya sach me hai ye insan


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO