LYRIC

Kangana Pahna Ke Le Jaoonga Lyrics from the movie, Police Aur Mujrim. This song is sung by Udit Narayan, & Uttara Kelkar. Music composition by Bappi Lahiri with lyrics inscribed by Indeewar. The soundtrack album is released under Gaane Sune Ansune label.

kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga ho
kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga
fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga kangna
kangna kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga
fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga
kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga

ye bharpur jawani chaal teri mastani hoye bharpur jawani
chaal teri mastani dono jaha me ek tu hi mere khwabo ki
rani kahe mujh sataye dil kyu mera jalaye ho kahe mujh
sataye dil kyu mera jalaye kitni bar kaha hai tune dulhan
bana ke le jaungaa kangna haye kangna are
kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga
fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga
kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga

tum bate hi banana kar ke kuch na dikhana ho
tum bate hi banana kar ke kuch na dikhana
mai hi bhaga le jaungi tumko
tum mat mujhe bhagana jo kuch tere dil me vo hi
mere dil me ho jo kuch tere dil me vo hi
mere dil me banunga tere dil ka raja
baaja baja ke le jaunga kangna haye kangna are
kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga
fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga
kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga

na shadi na sagai pakadne lage kalai
ho na shadi na sagai pakadne lage kalai
har ladki se yahi kaha hoga tumne harjai
dil me laddu fute upar se kyu ruthe
dil me laddu fute upar se kyu ruthe
hui nahi jo pyar se raji jabran utha ke le jaunga
kangna kangna kangna pehna ke le jaunga
doli bitha ke le jaunga fir bhi na mani to gori tujhko
bhaga ke le jaunga kangna pehna ke le jaunga
doli bitha ke le jaunga kangna pehna ke le jaunga
doli bitha ke le jaunga are kangna pehna ke le jaunga
doli bitha ke le jaunga kangna pehna ke le jaunga
doli bitha ke le jaunga


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO