LYRIC

Kabhi Hua Nahi Kabhi Dekha Nahi Lyrics from the movie, Pratibandh. This song is sung by Amit Kumar, & Alka Yagnik. Music composition by Laxmikant-Pyarelal with lyrics inscribed by Anand Bakshi. The soundtrack album is released under Tips Official label.

kabhi hua nahi kabhi dekha nahi
kahi suna nahi kahi padha nahi
kabhi hua nahi kabhi dekha nahi
kahi suna nahi kahi padha nahi
dil liya nahi dil diya nahi
liya nahi diya nahi hay kuch kiya nahi
jaise hamne pyar kiya yu pyar kisi ne kiya nahi

thandi thandi aahe bhari na kiya tadap ke yad
thandi thandi aahe bhari na kiya tadap ke yad
ak duje ka naam bhi pucha to shadi ke baad
to shadi ke baad kuch pucha nahi kuch dhunda nahi
kuch manga nahi kuch jana nahi
dil liya nahi dil diya nahi hay kuch kiya nahi
jaise hamne pyar kiya yu pyar kisi ne kiya nahi
kabhi hua nahi kabhi dekha nahi
kahi suna nahi kahi padha nahi

aise achanak kaise tumne pakad liya ye hath
pakad liya ye hath mere dil ne maan li shayad tere dil ki baat
tere dil ki baat mujhe pta nahi ho
tujhe pata nahi dosh mera nahi dosh tera nahi
dil liya nahi dil diya nahi hay kuch kiya nahi
jaise hamne pyar kiya yu pyar kisi ne kiya nahi
kabhi hua nahi kabhi dekha nahi
kahi suna nahi kahi padha nahi

ho na ho ho na ho
ho na ho ye pichle janam ka hoga koi khel
hoga koi khel aisa lagta hai
pahle bhi hua tha apna mel hua tha apna mel
kuch socha nahi kuch samjha nahi
na bhi kaha nahi ha bhi kaha nahi
dil liya nahi dil diya nahi hay kuch kiya nahi
jaise hamne pyar kiya yu pyar kisi ne kiya nahi
kabhi hua nahi kabhi dekha nahi
kahi suna nahi kahi padha nahi
kabhi hua nahi kabhi dekha nahi
kahi suna nahi kahi padha nahi
kabhi hua nahi kabhi dekha nahi
kahi suna nahi kahi padha nahi
dil liya nahi dil diya nahi
liya nahi diya nahi hay kuch kiya nahi
jaise hamne pyar kiya yu pyar kisi ne kiya nahi
kabhi hua nahi kabhi dekha nahi
kahi suna nahi kahi padha nahi

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO