LYRIC

Jab Do Dil Milte Hain Lyrics from the movie, Aao Pyaar Karen. This song is sung by Kumar Sanu, & Sadhana Sargam. Music composition by Aadesh Shrivastav with lyrics inscribed by Shyam Raj. The soundtrack album is released under BMB Music Company label.

jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
man me jharne bahte hai koi mane ya mane na sajna
jab do dil milte hai tab aisa hota hai

pyar ka koi mol nahi itna hasi koi bol nahi
pyar ka koi mol nahi itna hasi koi bol nahi
pyar dilo ki hai dhadkan, dil hai mohabbat ka darpan
dil hai mohabbat ka darpan
jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
andhi me diye jalte hai koi mane ya mane na sajna
jab do dil milte hai tab aisa hota hai

is dil ka arman hai tu dil kya meri jan hai tu
is dil ka arman hai tu dil kya meri jan hai tu
aanch na koi aaye tujhe, meri umar lag jaye tujhe
meri umar lag jaye tujhe
jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
patjhad me gul khilte hai koi mane ya mane na sajna
jab do dil milte hai tab aisa hota hai

tujhse dur agar jau
tujhse dur agar jau apne aap se ghabrau
tujhse dur agar jau apne aap se ghabrau
bin tere jeena mushkil, bin tere marna mushkil
bin tere marna mushkil
jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
khusi ke aansu chalkate hai koi mane ya mane na sajna


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO